Saturday, 30 April 2011

ROOTH KE HUMSE KAHIN

Rooth ke humse kahin
jab chale jaaoge tum
Rooth ke humse kahin
jab chale jaaoge tum
Ye na sochaa tha kabhi 
itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Main to na chala tha
do kadam bhi tum bin
ohhh Phir bhi mera bachpan
yehi samjhe har din
Chhod ke mujhe bhala
ab kahan jaoge tum
Chhod ke mujhe bhala
ab kahan jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Baaton kabhi haathon
se bhi maara hai tumhein
ohhh Sada yeh hi kehke
hi pukaara hai tumhein
Kya kar loge mera
jo bigad jaoge tum
Kya kar loge mera
jo bigad jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Dekho mere aansoo
yehi karte hai pukaar
ohh Aao chale aao
mere bhai mere yaar
Pochne aansoo mere
kya nahin aaoge tum
Pochne aansoo mere
kya nahin aaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

No comments:

Post a Comment