Saturday 30 April 2011

Tsunami Facts

1. A tsunami is a series of sea waves caused by an underwater earthquake, landslide, or volcanic 

eruption. More rarely, a tsunami can be generated by a giant meteor impact with the ocean.

2. The 2004 Indian Ocean tsunami could rank as the most devastating on record. More than 

200,000 people lost their lives, many of them washed out to sea.

3. Tsunami is as fast as commercial Jet. Where the ocean is deep, tsunamis can travel unnoticed 

on the surface at speeds up to 500 miles an hour (800 kilometers an hour)

4.In 2004, the Indian Ocean tsunami was caused by an earthquake that is thought to have had the 

energy of 23,000 atomic bombs. Within hours of the earthquake in 2004, killer waves radiating 

from the epicenter slammed into the coastline of 11 countries, damaging countries from east Africa 

to Thailand. By the end of the day, the tsunami had already killed 150,000 people. The final death 

toll was 283,000. 

5.Scientists can accurately estimate the time when a tsunami will arrive almost anywhere around 

the world based on calculations using the depth of the water, distances from one place to another, 

and the time that the earthquake or other event occurred.

6.Tsunami waves can be as long as 60 miles and be as far as an hour apart. These waves can cross 

entire oceans without losing much energy.

7. Once a tsunami reaches the shallow water near the coast, it slows down. The top of the wave 

moves faster than the bottom, causing the sea to rise dramatically, as much as 100 feet at times. 

8.When the ocean is deep, tsunamis may be less than a foot high on the ocean’s surface, can travel 

at speeds up to 500 mph without being noticed and cross the entire ocean in less than a day. 

9.A tsunami is not just one wave but a series of waves or a “wave train.”

Lord Krishna In My Dream


Ek din Krishan bhagvaan mere sapne me aaye or kehne lage Deepak apna college mujhe ghoomaoge maine kaha bhagvan college kya aap is dress me jaoge aap bhi mere bhes me aa jaiye or ye dhoti kurta yahi chor jaiye. Bhagvan jaise he college me pahuche aascharya vibhor ho gaye gopio ko naa pakar thoda kamjor ho gaye. Maine kaha bhagvan aap kuch kehte kyu nahi bhagvan kehne lage hume gopiya najar kyo nahi aati hi maine kaha bhagvan jara gor se dekhiye wo bhi aajkal paint shirt pehen ke aati hi. Tabhi ek ladki pass se gujar gayi or bhagvan ko hello kar gayi. Hello sunkar bhagvan ki tabiyat khari ho gayi unki aankhe lal pili hari ho gayi maine kaha chaliye bhagvan me pehle apko B.A. department dikhata hoo aakal ki Meera or Radha se milvata hoo Radha or Meera kaa naam sunkar bhagvan me josh aa gaya lekin jaise he unka haath basuri ki or gaya maine kaha bhagvan isse naa bajaye kahi apne saath mujhe bhi pitvaye tabhi maine bhagvan kaa parichay ek ladki se karvaya usne kaha aaj ye kartoon tu kaha se lekar aaya maine kaha bhagvan gokul me itani gopiya kaise fasai thi bhagvan kehne lage waha to humne bas basuri bajai thi. Maine kaha bhagvan agar aap yaha basuri bajaoge to haath me athanni chavvani he paoge ye sunkar bhagvan kehne lage yaha par competition bahut bhari hi humse jyada dhokebaaj to yaha ki naari hi.
                   Maine kaha bhagvan B.A. to humari pehli jhaki hi abhi to B.Com or B.Sc or baki hi. Tabhi mera sapna tut gaya or me sochne laga ki bhagvaan jaisa koi mahaan nahi lekin humare college me ladki se friendship karna bhi aasaan nahi. 

My College Canteen


Jaise he humne college me parvesh paya or kuch waqt yaha bitaya humare pass bhi kuch chehre aane lage hume canteen ke pass bulane lage tabhi humare kareeb ek ladki aayi or kehne lagi chaliye Deepak samose khate hi maine kaha thik hi aaj kaa bill humi katate hi. Dosto ye to samoso ki suruaat thi agale din uski char saheliya or saath thi unhone bhi bade pyar se haath badhaya humne bhi impression jamane kaa acha mauka paya humne unhe bhi bitha ke samose khilaye ye to kismet achi thi ki jeb me pure paise nikal aaye. Magar ab ye samose mujhe musibat nazar aane lage hum canteen se nazare bachane lage magar koi naa koi mujhe dekh leta tha kai baar to in ladkiyo ko me samose khan eke liye cash deta tha. Tabhi ek senior ko mujhpe tras aaya wo khud he chalke mere pass aaya or kehne laga jab humara is college me pratham varsh tha hume bhi bada harsh tha hum bhi hum bhi in hasinao ko bitha ke samose khilate the kai baar to paise bhi udhar mang ke laya karte the magar dekhlo aaj mera kya haal hi B.A. me bhi mera chata saal hi or agar tum bhi in ladkiyo ko is tarha betha ke samose khilaoge to beta tum to first year me he senior ban jaoge or ek din to in ladkiyo ne bahut bada jaal feka tha ek ladki se friendship ke bahane mujhe lapeta tha or us ladki ne samose khake inkaar kya tha or us din college ki fees me se maine canteen kaa bill diya tha. Uski ye baat sunke kuch to meri samajh me aaya lekin tabhi mere haath me ek ladki ne samosa thamaya or kehne lagi ki Deepak aaj tu canteen kyu nahi aaya maine kaha kyu aaj koi naya murga nahi fasaya tumhare haath se samosa jaroor khaunga lekin yaad rakho aaj ke baad canteen kaa bill me nahi kataunga.

Love Belive


Hi janmo ke rishte ye sadiyo ki baate hi pyar naam jiska kuch tumhare pass hi kuch humare pass hi.
Aankho me rehta hi ye saanso me rehta hi ye hotho se nikali har baato me rehta hi.
Ye khatam nahi hota zindagi khatam ho jaane par bhi or insaan tanha nahi hota aankhe band karke so jaane par bhi.
Jab ye kareeb rehta hi iska ehsaas nahi rehta or jab ye tut jata hi tab duniya pe vishwaash nahi rehta.

Sardar Par Ek Nibandh

Answer
"Sardar ek ajeeb prani hai. Yeh punjab k ghane junglon mei paya jata hai.Guruparv k din yeh bhaari sankhya me dekhne ko milte hain langar hi inka paustik aahar hai yeh chutkule banane k kaam aate hain janam lene k 16 saal tak nar or mada me koi antar nahi paya jata hai. 16 saal k baad mada apsara or nar ek bhayankar rup dharan kar lete hai. 12 baje k karib inke nikat nahi jana chahiye ye hanikarak sidh ho sakte hai. Ye bade hoke truck chalane k kaam aate hai balle balle ka gana sunke ye kabhi bhi nach uthte hai. Ab singh is king inka national song ho gaya hai".

PEHLA NASHA

Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya


Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata


Pehla nasha
Pehla khumaar


Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin


Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata


Pehla nasha
Pehla khumaar


Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se


Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar

ROOTH KE HUMSE KAHIN

Rooth ke humse kahin
jab chale jaaoge tum
Rooth ke humse kahin
jab chale jaaoge tum
Ye na sochaa tha kabhi 
itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Main to na chala tha
do kadam bhi tum bin
ohhh Phir bhi mera bachpan
yehi samjhe har din
Chhod ke mujhe bhala
ab kahan jaoge tum
Chhod ke mujhe bhala
ab kahan jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Baaton kabhi haathon
se bhi maara hai tumhein
ohhh Sada yeh hi kehke
hi pukaara hai tumhein
Kya kar loge mera
jo bigad jaoge tum
Kya kar loge mera
jo bigad jaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Dekho mere aansoo
yehi karte hai pukaar
ohh Aao chale aao
mere bhai mere yaar
Pochne aansoo mere
kya nahin aaoge tum
Pochne aansoo mere
kya nahin aaoge tum
Ye na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum
Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
Rooth ke humse kahin

Jab koi Baat Bigad Jaye

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
[ Find more Lyrics on http://mp3lyrics.org/TK ]

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

Dard mein bhi yeh lab

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Chand lamhat ke waste hi sahih
Muskura ker mili thi mujhe zindagi

Chand lamhat ke waste hi sahih
Muskura ker mili thi mujhe zindagi

Teri aghosh mein din they mere cutey
teri bahon mein thi meri yaad catin

Aj bhi jab wo pal mujh ko yaad atey hian
Dil se sare ghumon ko bhula jatey hian

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
Mere sene mein khud ko chupana tera

Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
Mere sene mein khud ko chupana tera

A ke meri panhaon mein shamo seher
Kanch ki tarah wo toot jana tera

Aj bhi jab wo manzer nazar aatey hian
Dil ki vernainon ko mita jatey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard meinnnnnnnnn……………………
Beetay lamheeeeeeee……………………